Whatsapp About Lines Love – You will always discover new hindi shayari about life, sad zindagi shayari, best life shayari with image, life quotes, and zindagi status in hindi here.
Whatsapp About Lines Life – व्हाट्सप्प अबाउट लाइन्स लाइफ
Saath Shokhi Ke Kuchh Hijaab Bhi Hai,
Iss Adaa Ka Kahin Jawaab Bhi Hai?
साथ शोखी के कुछ हिजाब भी है,
इस अदा का कहीं जवाब भी है?
Hanskar Jeena Hi Dastoor Hai Zindagi Ka,
Ek Yehi Kissa MashHoor Hai Zindagi Ka,
Beete Huye Pal Kabhi Laut Kar Nahi Aate,
Yehi Sabse Bada Kasoor Hai Zindagi Ka.
हँसकर जीना ही दस्तूर है ज़िंदगी का,
एक यही किस्सा मशहूर है ज़िंदगी का,
बीते हुए पल कभी लौट कर नहीं आते,
यही सबसे बड़ा कसूर है ज़िंदगी का।
Pyar😊Shayari
Pyar Shayari – You can always discover new hindi shayari about life, sad zindagi shayari, best life shayari with image, life quotes, and zindagi status in hindi on this page.
Pyar Shayari Hindi – प्यार शायरी हिंदी
Rakhe Hain Dil Mein Humne Bade Ehatraam Se,
Jo Gham Diye Hain Tumne Mohabbat Ke Naam Se.
रखे हैं दिल में हमने बड़े एहतराम से,
जो ग़म दिए हैं तुमने मोहब्बत के नाम से।
Iss Se BarhKar Dost Koi Doosra Hota Nahi,
Sab Juda Ho Jayein Lekin Gham Juda Hota Nahi.
इस से बढ़कर दोस्त कोई दूसरा होता नहीं,
सब जुदा हो जायें लेकिन ग़म जुदा होता नहीं।
Shayari For😚Gf
Shayari For Gf – Here you will always discover new hindi shayari about life, sad zindagi shayari, best life shayari with image, life quotes, and zindagi status in hindi.
Best Shayari For Gf – बेस्ट शायरी फॉर गफ
Gujarta Waqt Humein Ehsaas Dila Deta Hai,
Jise Chahte Hain Hum Woh Hi Dil Dukha Deta Hai,
Waqt Marham Laga Deta Hai Jin Zakhmo Par,
Koi Apna Uss Dard Ko Fir Se Jaga Deta Hai.
गुजरता वक़्त हमें एहसास दिला देता है,
जिसे चाहते हैं हम वो ही दिल दुखा देता है,
वक़्त मरहम लगा देता है जिन ज़ख्मो पर,
कोई अपना उस दर्द को फिर से जगा देता है।
Shiqayat Kya Karoon Dono Taraf Gham Ka Fasaana Hai,
Mere Aage Mohabbat Hai Tere Aage Zamana Hai,
Pukara Hai Tujhe Manzil Ne Lekin Main Kahan Jaaun,
Bichhad Kar Teri Duniya Se Kahan Mera Thhikana Hai.
शिकायत क्या करूँ दोनों तरफ ग़म का फसाना है,
मेरे आगे मोहब्बत है तेरे आगे ज़माना है,
पुकारा है तुझे मंजिल ने लेकिन मैं कहाँ जाऊं,
बिछड़ कर तेरी दुनिया से कहाँ मेरा ठिकाना है।